sumukhasch ekdantascha, kapilo gajakarnakah
lambodarashcha vikato vighnanaasho vinaayakah
dhuumraketurganaadhyaksho bhaalachandro gajaananah
dvaadashaitaani naamaani yahpatheth shrnuyadapi
shrishti niyaamak hai bhi tu sanchaalak bhi
saare kashto ke ho tum sanhaarak bhi

sab devo ke dev ho tum gandeva
sab devo ke dev ho tum gandeva
jai ganpati jai ganpati jai jai jai ganpati…
shael sutha ke aankhon ke tum taare ho
aagya palak ho, tum shiv dulaare ho
modak priya ho, tera mushak vaahan hai
bhaal chandra hai, tera gaj ka aanan hai
ho jaao tum prasanna, mit jaaye dukh turant, he ganesha.. he ganesha
ho jaao tum prasanna, mit jaaye dukh turant, he ganesha.. he ganesha
shael sutha ke aankhon ke tum taare ho
aagya palak ho, tum shiv dulaare ho
modak priya ho, tera mushak vaahan hai
bhaal chandra hai, tera gaj ka aanan hai
ho jaao tum prasanna, mit jaaye dukh turant, he ganesha.. he ganesha
ho jaao tum prasanna, mit jaaye dukh turant, he ganesha.. he ganesha
sumukhasch ekdantascha, kapilo gajakarnakah
lambodarashcha vikato vighnanaasho vinaayakah
dhuumraketurganaadhyaksho bhaalachandro gajaananah
dvaadashaitaani naamaani yahpatheth shrnuyadapi
mohani murat teri kitani pyaari hai
mann mein basa hai roop teri balihaari hai

ridhhi-sidhhi mile kare jo seva, sab devo ke ho deva
ho jaao tum prasanna, mit jaaye dukh turant, he ganesha.. he ganesha
ho jaao tum prasanna, mit jaaye dukh turant, he ganesha.. he ganesha
rakshak ho tum ekdant lambodar hee
mahima teri hai anant manohar hee
rakshak ho tum ekdant lambodar hee
mahima teri hai anant manohar hee
stuti kare jo mann se teri, chamtakaar kare tu deva
ho jaao tum prasanna, mit jaaye dukh turant, he ganesha.. he ganesha
ho jaao tum prasanna, mit jaaye dukh turant, he ganesha.. he ganesha
shael sutha ke aankhon ke tum taare ho
aagya palak ho, tum shiv dulhaare ho
modak priya ho, tera mushak vaahan hai
bhaal chandra hai, tera gaj ka aanan hai
ho jaao tum prasanna, mit jaaye dukh turant, he ganesha.. he ganesha
ho jaao tum prasanna, mit jaaye dukh turant, he ganesha.. he ganesha
vidyaarambhe vivaahe cha praveshe nirgame tathaa
sangraame sankate chaiva vighnastasya na jaayate
vakratund mahaakaay koti surya samprabh
nirvighnam kurumedev sarva kaaryeshu sarvada.