Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Ghazals
Video of this song from youtube
Lyrics of Shahare Wafa Ke Har Patthar Pe Naam Likha - शहरें वफ़ा के हर पत्थर पे
shahare wafa ke har patthar pe
naam likha hain tera mera
phir bhi duniya puchh rahi hain
kyaa rishta hain tera mera
shahare wafa ke har patthar pe
naam likha hain tera mera
phir bhi duniya puchh rahi hain
kyaa rishta hain tera mera
shahare wafa ke har patthar pe

tumne mujhse, maine tujhse
tut ke aisa pyaar kiya hain
tumne mujhse, maine tujhse
tut ke aisa pyaar kiya hain
jab bhi wafa ki baat chhidi hain
zikra hua hain tera mera
phir bhi duniya puchh rahi hain
kyaa rishta hain tera mera
shahare wafa ke har patthar pe

dil ka nagar, aankhon ki basti
pyaar mahal, yaado ki galiyan
dil ka nagar, aankhon ki basti
pyaar mahal, yaado ki galiyan
naam jagah ka koi ho lekin
ek pata hain tera mera
phir bhi duniya puchh rahi hain
kyaa rishta hain tera mera
shahare wafa ke har patthar pe
naam likha hain tera mera
phir bhi duniya puchh rahi hain
kyaa rishta hain tera mera
shahare wafa ke har patthar pe
lyrics of song Shahare Wafa Ke Har Patthar Pe Naam Likha
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Rishta (Album) (2000)
Jaswant Singh, Anuradha PaudwalMadan Pal, Ayaz Jhanswi, Israr Ansari, Ibrahim Ashq, Naini Kazmi, Prashant Vatsala, Payam SayeediShekhar Sen
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type