shamma jalaye rakhna haay shamma jalaye rakhna 
jab tak ke main na aau jab tak ki mmain na aau
khud ko bachaye haay khud ko bachaye rakhna 
jab tak ke main na aau jab tak ke main na aau
ye waqt imtihaan hai sabr karaar o dil ka 

sabr karaar o dil ka  
aansu chhupaye rakhna haay aansu chhupaye rakhna  
jab tak ke main na aau jab tak ki main na aau
hum tum milenge aise jaise juda nahi the 

jaise juda nahi the 
sanse bachaye rakhna haay sanse bachaye rakhna
jab tak ke main na aau jab tak ki main na aau
shamma jalaye rakhna 
jab tak ke main na aau jab tak ki main na aau
khud ko bachaye rakhna 