shamaa pe aake o parvaane
shamaa pe aake o parvaane
jal jal jal
jal jal jal jal
pyaar ke raste hanste hanste
chal chal chal
chal chal chal chal
shamaa pe aake o parvaane
jal jal jal
jal jal jal jal
pyaar ke raste hanste hanste
chal chal chal
chal chal chal chal
pankh jalenge kaak banegi
jalke mohabbat paak banegi
soch na murkh bit rahaa hai
soch na murkh bit rahaa hai
pal pal pal
pal pal pal pal
pyaar ke raste hanste hanste
chal chal chal
chal chal chal chal
shamaa pe aake o parvaane
jal jal jal
jal jal jal jal
pyaar ke raste hanste hanste
chal chal chal
chal chal chal chal
mahafil kaa yun rang jamaa de
tan ko apne aag lagaa de
mahafil kaa yun rang jamaa de
tan ko apne aag lagaa de
teri raakh se shamma banegi
teri raakh se shamma banegi
kal kal kal
kal kal kal kal
pyaar ke raste hanste hanste
chal chal chal
chal chal chal chal
shamaa pe aake o parvaane
jal jal jal
jal jal jal jal
thodi si ab raat hai baaki
shishen khaali so gayaa saaki
thodi si ab raat hai baaki
shishen khaali so gayaa saaki
pyaar ki gaafil apni ankhiyaan
pyaar ki gaafil apni ankhiyaan
mal mal mal
mal mal mal mal
pyaar ke raste hanste hanste
chal chal chal
chal chal chal chal
shamaa pe aake o parvaane
jal jal jal
jal jal jal jal
pyaar ke raste hanste hanste
chal chal chal
chal chal chal chal
Familiar with the first song, but the second one is new to me. Yet another
bubbly invitation from Asha Bhonsle to come pursue life's joys with gusto.
A toast to her, please ! Thanks, Ajay.