sharaab-e-naab ko
sharaab-e-naab ko do-aatishaa banaa ke pilaa

pilaane waale, pilaane waale nazar se nazar se milaa ke pilaa
pilaane waale nazar se nazar se milaa ke pilaa, pilaane waale
jhalak rahaa thaa tabassum bhi saagar-e-may me

phir ek baar
phir ek baar usi tarah muskuraa ke pilaa
phir ek baar
pilaa har ek ko har ek par navaazish kar
pilaa, pilaa, pilaa har ek ko har ek par navaazish kar
magar ye shart hai
magar ye shart hai pahale mujhe pilaa ke pilaa

kuchh imtiyaaz rahe maikade me maikash kaa

labo se apane
labo se apane har ek jaam ko lagaa ke pilaa
labo se apane har ek jaam ko lagaa ke pilaa
sharaab-e-naab ko do-aatishaa banaa ke pilaa
sharaab-e-naab ko do-aatishaa banaa ke pilaa
pilaane waale, pilaane waale nazar se nazar se milaa ke pilaa
pilaane waale nazar se nazar se milaa ke pilaa

This lyric was said to have written by a film named Paani with music by
Shankar Jaikishen, The musici director had recorded this song in the voice
of Beghum Akhtar ji. Can not says whether this is the same recording. But
it does not seem that. Can Mahakavi throw some light about this upload >