Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 9 votes
Meena KumariSharabi Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Sharabi Sharabi Mera Naam Ho Gaya - शराबी शराबी मेरा नाम हो गया
are ha ha re ha, ha ha re ha
sharaabi sharaabi mera naam ho gaya
ho sharaabi sharaabi mera naam ho gaya
mera naam kaahe ko badnaam ho gaya
sharaabi sharaabi mera naam ho gaya

shayro ne mujhko kaha jaam-e-sharaab
shayro ne mujhko kaha jaam-e-sharaab
hazibo ne mujhko likha saaki janaab
aapne kisliye
aapne kisliye mujhe samajha kharaab
aisa kya mujhse koyi kaam ho gaya
mera naam kaahe ko badnaam ho gaya
sharaabi sharaabi mera naam ho gaya

aap roz meri najro se pite rahe
aap roz meri najro se pite rahe
iss nashe ke sahaare se jite rahe
lekin khuda ki kasam aap bade hi khudgarj hai
ho maine pi toh mujhpe yeh iljaam aa gaya
mera naam kaahe ko badnaam ho gaya
sharaabi sharaabi mera naam ho gaya

o aapko dekh ke yaad aaya mujhe
aapne shishe se kyun banaaya mujhe
o aapko dekh ke yaad aaya mujhe
aapne shishe se kyun banaaya mujhe
pattharo ki jamin pe giraaya mujhe
tut ke dekhiye shisha jaam ho gaya haay raam
tut ke dekhiye shisha jaam ho gaya
mera naam kaahe ko badnaam ho gaya
sharaabi sharaabi mera naam ho gaya
lyrics of song Sharabi Sharabi Mera Naam Ho Gaya
Comments on song "Sharabi Sharabi Mera Naam Ho Gaya"
nikamma21 on Wednesday, September 17, 2008
yeh toh sachi mein nashe mein lag rahi hay..lol..ye meena kumari ki real life hay..meena kabrastaan mein baeth ke peete thi..darr lagta hay..magar zinda logon se...saakhiya tujhe khuda ki kasam,, masjid mein baeth ke peene de,,ya fir aysi jhage batade,,jahan pe khuda na ho...jo bewafa hay woh,,wafa ki qadar karte hay,,kafir hay jo bande,,wahi khuda ki kadar karte hay...
shamimb on Sunday, January 04, 2009
The truth in this song is unfortunate - was it life imitating art or art imitating life?
superrkrd on Sunday, October 18, 2009
great song by RD Burman, notice offbeat rhythms and scale changes in interlude music
Akshay Tumber on Sunday, October 03, 2010
Aap Jo Roz Meri Nazaron Sein Peete Rahey... Is Nashey Ke Saharey Sein Jeete
Rahey!
sk on Thursday, June 19, 2008
Film Chandan Ka Palna - starring Meena Kumari and Dharmendra- 1967
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Chandan Ka Palna (1967)
Dharmendra, Meena Kumari, Mehmood, Durga Khote, Mukri, Nasir Husain, Asit Sen, Mumtaz, Dhumal, Abhi BhattacharyaAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Manna Dey, Mohammed Rafi, Usha MangeshkarAnand BakshiR D BurmanIsmail MemonChandan Ka Palna at IMDB      Chandan Ka Palna at WikipediaChandan Ka Palna at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type