shayad a jayega saqi ko taras ab ke baras

mil na paya hai un aankho ka bhi ras ab ke baras

aisi chayi thi kaha gam ki ghatayen pahle

han mere didaay tar khub baras ab ke baras
shayad a jayega saqi ko taras ab ke baras
uf wo un ummad bhari ankho ke chlakthe huye zaam

badh gayi aur bhi pine ki hawas ab ke baras
shayad a jayega saqi ko taras ab ke baras
pehle ye kab tha ki wo mere hain mai unka hu

unki yaado ne sataya hai to bas ab ke baras
shayad a jayega saqi ko taras ab ke baras
mil na paya hai un aankho ka bhi ras ab ke baras
shayad a jayega saqi ko taras ab ke baras
Behtareen. Aaj subah-subah ye ghazal sun'ne ko mili hai. Yakeenan ab poora
din shandaar guzrega. Thanks a lot to the uploader.