shehar me charcha hai
shehar me charcha hai ye duniya kehti hai
shaher me charcha hai ye duniya kehti hai
gali me meri ek ladki kanwari rehti hai
kahi tu wahi to nahi
wahi to nahi wahi to nahi ha ha bolo
shehar me charcha hai
shehar me charcha hai jamana kehta hai
shehar me charcha hai jamana kehta hai
gali me meri ek mera diwana rehta hai
kahi tu wahi to nahi
wahi to nahi wahi to nahi ha ha bolo
sun ri kamla ek jatt amla
muchh na dadi ghoda gaadi
leke aaya ho aaya dil ghabraya
leke aaya ho aaya dil ghabraya
mai sharmaai ram duhayi
meri nindiya tuti jo dekha ye sapna
chhupata hai kyu surat saf dikha chehra apna
kahi tu wahi to nahi
wahi to nahi wahi to nahi ha ha bolo
dekh o banke ye khat padhke
kisne likha hai isme likha hai
teri diwani diwani mai diljani
teri diwani diwani mai diljani
band ke baja leke aaja
dikha du ye tujhko ise pehchane to
mujhe shak hota hai tujhpe bura na mane to
kahi tu wahi to nahi
wahi to nahi wahi to nahi hoi hoi bol na
saja hai mandap samne tere
aa chal lele ham bhi phere
o mud ja jatta ho jatta chhod duppata mud ja jatta ho jatta chhod duppata
aur to ho par ye nahi hoga
yehi ho jaye na ye hote dekha hai
mere hatho me ye jiske lagan ki rekha hai
kahi tu wahi to nahi
wahi to nahi wahi to nahi ho bol
shehar me charcha hai jamana kehta hai
gali me meri ek mera diwana rehta hai
kahi tu wohi to nahi
kahi tu wohi to nahi
kahi tu wohi to nahi wohi to nahi
wohi to nahi wohi to nahi ha ha bolo
last stanza is always missing...
sja hai mandap samnay teray
aa chal lay lain ham bhi pheray
ho mur ja jutta o jutta chhor dopatta
aur jahan per ye nhi hoga
yehin ho jaey na ye hotay dekha hai
meray hathon mein ye jis k lagan ki rekha hai
kahin tu wohi to nhji wohi to nhi wohi to nhi han han bol