Lyrics of Shifa Hai Tu Dua Hai Tu (Namumkin Tere Bin Jeena) - शिफा है तू दुआ है तू
shifa hai tu dua hai tu
mere dil ki dawa hai tu
shifa hai tu dua hai tu
mere dil ki dawa hai tu
bin tere main jee nahi sakta
bin tere main mar nahi sakta
namumkin namumkin tere bin jeena
namumkin namumkin tere bin jeena
shifa hai tu dua hai tu
teri rang mein rang ke main
khushnuma hu tuhi hai mujhme
main khud mein kaha hu
bin tere kya hu main bin tere kya hu
kuch nahi paagal dhuwan hu
namumkin namumkin tere bin jeena
namumkin namumkin tere bin jeena
shifa hai tu dua hai tu
wo lafz nahi jisme tareef likh du
wo bol nahi jo main tujhse keh du
tu sabse haseen tu sabse pare
kya main likhun kya main keh du
namumkin namumkin tere bin jeena
namumkin namumkin tere bin jeena
shifa hai tu dua hai tu