Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Tareef Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Shifa Hai Tu Dua Hai Tu (Namumkin Tere Bin Jeena) - शिफा है तू दुआ है तू
shifa hai tu, dua hai tu
mere dil ki dawa hai tu
shifa hai tu, dua hai tu
mere dil ki dawa hai tu

bin tere main jee nahi sakta
bin tere main mar nahi sakta
namumkin, namumkin tere bin jeena
namumkin, namumkin tere bin jeena

shifa hai tu, dua hai tu

teri rang mein rang ke main
khushnuma hoon
tuhi hai mujhme,
main khud mein kaha hoon

bin tere kya hoon main
bin tere kya hoon
kuch nahi paagal dhuwan hoon
namumkin, namumkin tere bin jeena
namumkin, namumkin tere bin jeena

shifa hai tu, dua hai tu

wo lafz nahi jisme tareef likh doon
wo bol nahi jo main tujhse keh doon
tu sabse haseen, tu sabse pare
kya main likhun, kya main keh doon
namumkin, namumkin tere bin jeena
namumkin, namumkin tere bin jeena

shifa hai tu, dua hai tu
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Namumkin Tere Bin Jeena (2020)
Jubin Nautiyal, Shaan, Javed Ali, Papon, RitrishaSunil Sirvaiya, Mahima BhardwajMonty SharmaNamumkin Tere Bin Jeena at IMDB      Namumkin Tere Bin Jeena at WikipediaNamumkin Tere Bin Jeena at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type