Video of this song from youtube
Lyrics of Shishe Ka Ho Ya Patthar Ka Dil - शीशे का हो या पत्थर का दिल
ye dil kashi na hogi mahtab ki kiran me
patthar ka dil na hota
haye patthar ka dil na hota
ae kash is badan me

shishe ka ho ke patthar ka dil mohabbat karo dhadkane lage
shishe ka ho ke patthar ka dil mohabbat karo dhadkane lage
ek din jale shama hai ye dil jo shola mile bhadakne lage
ek din jale shama hai ye dil jo shola mile bhadakne lage
shishe ka ho ke patthar ka dil

khwabo me hum the khoye huye angdayi banke soye huye
khwabo me hum the khoye huye angdayi banke soye huye
teri nazar tere pyar ne jo humko chua bahakne lage
shishe ka ho ke patthar ka dil mohabbat karo dhadkane lage
ek din jale shama hai ye dil jo shola mile bhadakne lage
shishe ka ho ke patthar ka dil

dil jo mila hai dildaar se dhadkan uthi azab pyar se
dil jo mila hai dildaar se dhadkan uthi azab pyar se
khulte labo pe chalki hasi ke jugnu kayi chamakne lage
shishe ka ho ke patthar ka dil mohabbat karo dhadkane lage
ek din jale shama hai ye dil jo shola mile bhadakne lage
shishe ka ho ke patthar ka dil

ye chand hai ke tum ho sajan hai chandani ke mera badan
ye chand hai ke tum ho sajan hai chandani ke mera badan
pahle milan ki raat aa gayi ke gesu mere jhalakne lage
shishe ka ho ke patthar ka dil mohabbat karo dhadkane lage
ek din jale shama hai ye dil jo shola mile bhadakne lage
shishe ka ho ke patthar ka dil
lyrics of song Shishe Ka Ho Ya Patthar Ka Dil
Comments on song "Shishe Ka Ho Ya Patthar Ka Dil"
Srinivasan Channiga on Thursday, December 13, 2012
I have the audio casette of Baat Ek Raat Ki which shows that it is Lataji
singing. It is the only song given to Lataji in this movie, rest female
voices being Suman & Asha.
rumahale on Wednesday, December 12, 2012
I am also confused Sir; I too thought as Suman Kalyanpur; then, what made
you change mind? Regards.
Srinivasan Channiga on Monday, August 10, 2009
This is a superb dance song in raag Yamankalyan sung by Rafi and Suman
Kalyanpur
Srinivasan Channiga on Monday, August 10, 2009
I am sorry it is Lata Mangeshkar singing and not Suman Kalyanpur.
MyKaempfer on Saturday, December 14, 2013
This was a Lata- Rafi duet; not Suman Kalyanpur.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Baat Ek Raat Ki (1962)
Dev Anand, Waheeda Rehman, Chandrashekhar, Johny Walker, Asit Sen, Ulhas, Jagdish Sethi, Sabia ChatterjeeAsha Bhosle, Hemant Kumar, Lata Mangeshkar, Manna Dey, Mohammed Rafi, Suman KalyanpurMajrooh SultanpuriS D BurmanShankar MukherjeeBaat Ek Raat Ki at IMDB      Baat Ek Raat Ki at WikipediaBaat Ek Raat Ki at YouTube     |    Baat Ek Raat Ki at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type