shola nahi hota ki 
sharara nahi hota 
shola nahi hota ki 
sharara nahi hota 
aankho ke ishare ho to
kya kya nahi hota 
shola nahi hota ki 
sharara nahi hota 
kahne ko to diwaane
bahut se hai jahan mein 
kahne ko to diwaane
bahut se hai jahan mein 
sabme to mohabbat 
ka salikha nahi hota 
shola nahi hota ki 
sharara nahi hota 
shola nahi hota ki 
sharara nahi hota 
rahta hai koi paas 
bahut paas hamesha 
rahta hai koi paas 
bahut paas hamesha 
tanhaai mein dil rahe 
ke bhi tanha nahi hota 
shola nahi hota ki 
sharara nahi hota 
shola nahi hota ki 
sharara nahi hota 
jazbaat ki buniyad
pe ek taj mahal hai 
jazbaat ki buniyad
pe ek taj mahal hai 
ye ishq parkh
tamasha nahi hota 
shola nahi hota ki 
sharara nahi hota 
shola nahi hota ki 
sharara nahi hota