kuch dino se dil mera becheniya sahe
dhundhe koi rasta kaise tumhe kahe
kuch dino se dil mera becheniya sahe
dhundhe koi rasta kaise tumhe kahe
Jo hua ho gaya thi jo shikave gille
waqt ki kabr me wo bhi dafn huye
reh gayi kuch yade aur tanhaiya
aaj tumse kehati hain meri khamoshiya
shukriya tere pyar ka
tere sath ka, shukriya ha
shukriya har subah ki us coffee ke liye
world best bhulakkad ke is trofi ke liye
raat bhar sofe par kar na ho intezaar
bhul kar yaad hai aisi baate hazaar
ab na tujhpe haq hai na, tujpe hai koi zor
dil se sadye bas aa rahi hai teri or
shukriya tere pyaar ka
tere satha ka, shukriya
kehate hain ye jo zindagani hai
le jaye kaha koi jane na
char din ki chhoti si kahani hai
Ise khushiyon ke palo se saja
bin bulaye aati hain rulati hain
yaadon ki hain aadat ye buri
phir bhi dhire dhire dhundhli si ho jaati hai
waqt ki hai ye jadugari
bhuli bisari yaadon main
hum bhi reh jayege
Jaate jaate itna hi tumse keh jayege
shukriya tere pyar ka
tere sath ka, shukriya
shukriya tere pyar ka
tere sath ka, shukriya
shukriya tere pyar ka
tere sath ka, shukriya
shukriya tere pyaar ka
tere sath ka, shukriya