hai nigaaho mein ehsaas kya 
chup zuban se raha na gaya
chaahat bhare dil ne sach keh diya 
mohabbat bhare dil ne sach keh diya
main tumhari hun sirf tumhari 
sirf tumhari
hai nigaaho mein ehsaas kya 
chup zuban se raha na gaya
chaahat bhare dil ne sach keh diya 
mohabbat bhare dil ne sach keh diya
main tumhari hun sirf tumhari 
sirf tumhari
tumse meri chaahat ki pehchan hai 
pa lun tumhe mera ye armaan hai 
tumhari lagan ne ye samjha diya 
ke tum ho meri zindegi ki duaa 
main tumhari hun sirf tumhari
sirf tumhari
hai nigaaho mein ehsaas kya 
chup zuban se raha na gaya
tumse mila jaaneman jab se ye man 
dil mein khili ulfat ki ujali kiran 
meri arzu ne ye batla diya 
kiya pyar maine ye achha kiya
main tumhaari hun sirf tumhari
sirf tumhari
hai nigaaho mein ehsaas kya 
chup zuban se raha na gaya
chaahat bhare dil ne sach keh diya 
main tumhari hun sirf tumhari 
sirf tumhari
 
very nice song!