thi badi hi der chupi
ab zara aawaz ho
andhero ke shehar mein
subah ka aagaz ho
bola kisne chalna, hawa pe mumkin nahi
falak ko chum lene ka, shayad yahi andaz ho

umeed ho, ek geet ho
pankh ho, parwwaz ho
andhero ke shehar mein
subah ka aagaz ho
falak ko chum lene ka, shayad yahi andaz ho
andhero ke shehar mein
subah ka aagaz ho
sapno ki chita jalke, kaali si raat ban gayi
umeed ki thi ghadiya
dhadkan si jaisi tham gayi
thandi si udti raakh se, ek but naya banana
thake huye parindo ko aakash mein udana
kuch kar aisa sooraj nikle
waqt ki kalam se kismat likh le
dur ho andhiyara aur patthar pighle
chaand ko ghar laaye aur sooraj nikle
bhagna tu chhod, apne darr se aazad ho
andhero ke shehar mein
subah ka aagaz ho
falak ko chum lene ka, shayad yahi andaz ho
umeed ho, ek geet ho
pankh ho, parwwaz ho
andhero ke shehar mein
subah ka aagaz ho
falak ko chum lene ka, shayad yahi andaz ho
andhero ke shehar mein
subah ka aagaz ho
falak ko chum lene ka, shayad yahi andaz ho
andhero ke shehar mein
subah ka aagaz ho
Bonsoir T SERIES
Belle chanson, beau rythme, excellent !
Monia