subah ki dhup si, sham ke rup si
meri sanso me thi jiski parchhaiya
dekh kar tumko lagta hai tum ho wohi
sochti thi jise meri tanhaiya
tha tumhara hi mujhe intzar
tha tumhara hi mujhe intzar han intzar
dhup me chanv si, shahar me ganv si
meri raho me thi jiski parchhaiya
dekh kar tumko lagta hai tum ho wohi
sochti thi jise meri tanhaiyan
tha tumhara hi mujhe intzar
tha tumhara hi mujhe intzar han intzar
ho jab tum gum thi, tab bhi tum thi
jitna mai tha, utni tum thi
ho dur the jab tum, pas the aise
nind se jhanke sapna jaise, koyi jana apna jaise
subah ki dhup si, sham ke rup si
meri raho me thi jiski parchhaiya
dekh kar tumko lagta hai tum ho wohi
sochti thi jise meri tanhaiya
tha tumhara hi mujhe intzar
tha tumhara hi mujhe intzar han intzar
panchhi jage, manjar dole
ghar ke chhup chhup han kone bole
lekar tumse rup sunhara, dhula andhera saja savera
har darpan me ho ek hi chehra
dhup me chav si, shahar me gav si
meri raho me thi jiski parchhaiya
dekh kar tumko lagta hai tum ho wohi
sochti thi jise meri tanhaiya
tha tumhara hi mujhe intzar
tha tumhara hi mujhe intzar han intzar
subah ki dhup si, sham ke rup si
meri sanso me thi jiski parchhaiya
subah ki dhup si, sham ke rup si
meri sanso me thi jiski parchhaiya
wat a feel.."jab tum ghum thi, tab bhi tum thi, jitna main tha, utni tum thi".. how romantic.how touchy !!!!!! im in love wid this song wen i heard it for the 1st time wen the movie released.till date, its as fresh as ever on my mind.love this.