Video of this song from youtube
Lyrics of Sufiye Ba Safa Manam (Male) - अली का नाम लेना
ali ka naam lena
aajam woh is mein aajam hai
ke jis kisi ne pukaara
usi ke kaam aaya

dam hama dam ali ali, dam hama dam ali ali
dam hama dam ali ali, dam hama dam ali ali
sufiye ba safa manam, dam hama dam ali ali ali ali
sufiye ba safa manam, sufiye ba safa manam
sufiye ba safa manam, sufiye ba safa manam
dam hama dam ali ali, dam hama dam ali ali
sufiye ba safa manam, sufiye ba safa manam

chinta unho ko koi naa manva udaas hai
chinta unho ko koi naa manva udaas hai
jag mein jinho ko krishna
jag mein jinho ko krishna
kanhaiya ki aas hai
dam hama dam ali ali
dam hama dam ali ali
sufiye ba safa manam
sufiye ba safa manam

matlab yahin hai haath ki har ek lakeer ka
daaman na chhutne paaye janaabe ameer ka
matlab yahin hai haath ki har ek lakeer ka
matlab yahin hai haath ki har ek lakeer ka
daaman na chhutne paaye paaye
daaman na chhutne paaye paaye
daaman na chhutne paaye janaabe ameer ka
dono jahaan usko mile jisko woh mila
hain martaba buland ali ke asir ka
dam hama dam ali ali, dam hama dam ali ali
sufiye ba safa manam, sufiye ba safa manam

jamna kinaare gopiya, radha ke saath hai khadi
jamna kinaare gopiya, radha ke saath hai khadi
kanha ka intazaar hai, rastan me bheed hai badi
dekhan ko ik zara chhabi, meri araz suno zara
meri araz suno zara, chhedo kaan baasuri
chhedo kaan baasuri, dam hama dam ali ali
dam hama dam ali ali, sufiye ba safa manam
sufiye ba safa manam, sufiye ba safa manam
dam hama dam ali ali, dam hama dam ali ali
ali ali ali ali ali ali

sufiye ba safa manam, sufiye ba safa manam
sufiye ba safa manam, dum ali dum ali dum ali
dum ali dum ali dum ali, dum ali dum ali dum ali
dum ali dum ali dum ali, sufiye ba safa manam
sufiye ba safa manam, sufiye ba safa manam
dam hama dam ali ali, dam hama dam ali ali
sufiye ba safa manam, sufiye ba safa manam
sufiye ba safa manam
lyrics of song Sufiye Ba Safa Manam (Male)
Comments on song "Sufiye Ba Safa Manam (Male)"
sanauthorised on Thursday, August 06, 2015
Every frame is beautiful but this girl's acting is far too theatrical and
unnatural!
asli waqas on Wednesday, August 05, 2015
har Dum Dum ALI (R.A)
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Jaanisaar (2015)
Imran Abbas, Pernia Qureshi, Muzaffar Ali, Dalip Tahil, Beena Kak, Abid Yunus Khan, Carl Wharton, Natalie Arikan, Benjamin Coakley, Mithilesh ChaturvediShreya Ghoshal, Sukhwinder Singh, Abida Parveen, Ustad Shafqat Ali Khan, Malini AwasthiNawab Wajid Ali Shah, Rahi Masoom Reza, Neer Aleef, Daagh DehalviMuzaffar Ali, Ustad Shafqat Ali KhanMuzaffar AliMeera AliJaanisaar at IMDB      Jaanisaar at WikipediaJaanisaar at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type