katran ki bori kandhon pe paiband laga ke bando pe
katran ki bori kandhon pe paiband laga ke bando pe
chal pade hum ek kaaj banane ke
tute button mai baksua fasake
chal pade hum ek kaaj banane ke
tute button mai baksua fasake
kismat udhadi to silva ke
sui dhaga sui dhaga sui dhaga
sui dhaga sui sidhi khadi nache dhaga
sui dhaga sui dhaga sui dhaga sui dhaga
katran ki bori kandhon pe paiband laga ke bando pe
katran ki bori kandhon pe paiband laga ke bando pe
jitne keher hum pe aa gire utne dagar hum bane
jitna zehar hampe tank do utne madhur hum bane
fikro ki thano ke bhoj se ha befikar hum bane
dharti ko ambar se jod dale koi thama de zara
sui dhaga sui dhaga sui dhaga
sui dhaga sui seedhi khadi nache dhaga
sui dhaga sui dhaga sui dhaga sui dhaga
katran ki bori kandhon pe paiband laga ke bando pe
katran ki bori kandhon pe paiband laga ke bando pe
sapno ka bhoj bhari raha par dekhna to jari raha
apno ke sath ka nur bhi humpe tari raha
sapno ka bhoj bhari raha par dekhna to jari raha
apno ke sath ka nur bhi humpe tari raha
ek dusre ke hi tham ke udna sikha hai
ek dusre ke hi tham ke udna seekha hai
pani mati agni jode humko dedo zara