suliyo pe chad ke choome aaftaab ko
aavaaj denge aao aaj inklaab ko
o suliyo pe chad ke choome aaftaab ko
aavaaj denge aao aaj inqlaab ko
inqlaab zindabaad, inqlaab zindabaad
log jab uthe bagawat ke liye imaan se
aandhiyon ko bhagte dekha hain is maidan se
log jab uthe bagawat ke liye imaan se
aandhiyon ko bhagte dekha hain is maidan se
hamne pathar se lahu girte huye dekha hain yaar
hamne pathar se lahu girte huye dekha hain yaar
jab bhi takraai hain janta julm ki chattan se
suliyo pe chad ke choome aaftaab ko
aavaaj denge aao aaj inklaab ko
ho suliyo pe chad ke choome aaftaab ko
aavaaj denge aao aaj inqlaab ko
inqlaab zindabaad, inqlaab zindabaad
chhu ke to dekhe shahido ki anokhi shaan ko
jaan ki bazi lagakar aajmaye jaan ko
chhu ke to dekhe shahido ki anokhi shaan ko
jaan ki bazi lagakar aajmaye jaan ko
aaj azadi ki shamma par agar jal jayenge
aaj azadi ki shamma par agar jal jayenge
roshani dega hamara nam hindustan ko
suliyo pe chad ke choome aaftaab ko
aavaaj denge aao aaj inklaab ko
ho suliyo pe chad ke choome aaftaab ko
aavaaj denge aao aaj inqlaab ko
inqlaab zindabaad, inqlaab zindabaad
inqlaab zindabaad, inqlaab zindabaad
inqlaab zindabaad, inqlaab zindabaad