sai baba sumar sai baba, sai baba sumar sai baba 
yahi teri kashi yahi tera kaba 
sai baba sumar sai baba, sai baba sumar sai baba 
yahi teri kashi yahi tera kaba
sai baba sumar sai baba, sai baba sumar sai baba
 
sahaara le mere man, mere man 
sahaara le mare man bhagwaan ka 
kya jaane kab saath koi chhod de 
ho kya jaane kab saath koi chhod de 
pata nahi insaan ka 
sahaara le mere man bhagwaan ka 
sahaara le mere man 
sumar sai baba sai baba, sumar sai baba 
yahi teri kashi yahi tera kaba 
 
apraadho ki chhama na maango 
apraadho ki chhama na de
bhul jo maine ki hi nahi 
us bhul ki mujhkio saja na de 
mai apnon ko hi bhul na jaaun 
mai apnon ko hi bhul na jaaun 
itana mujhko bhula na de 
sahaara le mere man  man bhagwaan ka 
sahaara le mere man 
sumar sai baba sai baba, sumar sai baba 
yahi teri kashi yahi tera kaba 
sankat me viswaash na tute, bhakti ki mujhe daulat de 
teri kasauti pe saccha utare, man ki itani taakat de 
jitane chahe dukh de le par 
jitane chahe dukh de le par
dukh sahne ki himmat de
sahaara le mare man bhagwaan ka 
kya jaane kab saath koi chhod de 
ho kya jaane kab saath koi chhod de 
pata nahi insaan ka, sahaara le mere man 
sumar sai baba sai baba, sumar sai baba
sumar sai baba sai baba, sumar sai baba
