ho sun bhaiya sun bhaiya 
are sun bhaiya sun bhaiya 
bambai ho ya ilahabaad 
bambai ho ya ilahabaad 
are dilli jalandhar kalkatta, ya rahe faridabad 
ya ham rahe faridabad 
ho ganga jamuna jaisi hamari 
ho ganga jamuna jaisi hamari, jodi zindabad 
are sun  bhaiya sun bhaiya 
ho sun bhaiya sun bhaiya 
bambai ho ya ilahabaad  
ho apni jodi zindabad 
ho apni yari zindabad 
o yaro ki yari pe sadke main jaau
yaro ki yari pe sadke main jaau 
lahrake nachu balkhake gaau 
kitani khushi hain main kaise batau 
yaro ki yari pe sadake main jau 
ho sachchi yari wo nata hain 
are sachchi yari wo nata hain 
bure samay jo kaam aata hain 
saavan bhado jaisi hamari, jodi rahe abaad 
are sun bhaiya sun bhaiya 
are sun bhaiya sun bhaiya 
bambai ho ya ilahabaad  
ho apni jodi zindabad 
ho apni yari zindabad 
ho yari ki shaan kya hain ye to bata do 
yari ki shaan kya hain ye to bata do 
ho yari diwani hain, ho yari javani hain 
ha yari diwani hain, yari javani hain 
yari mohabbat hain, yari kurbaani hain 
yaro ki yari pe sadke main jau 
yaro ki yari pe vari vari jau 
yar ki yari ki aur maa ki mamta 
aur maa ki mamta 
yar ki yari ki aur maa ki mamta 
ye nahi hote jag nahi banta 
yari khuda hain yari sada hain
yari rahegi yar 
are sun  bhaiya sun bhaiya 
are sun bhaiya sun bhaiya 
bambai ho ya ilahabaad  
ho bambai ho ya ilahabaad  
are dilli jalandhar kalkatta, ya rahe faridabad 
ya ham rahe faridabad 
ho ganga jamuna jaisi tumhari, jodi rahe aabad 
are sun bhaiya sun bhaiya 
bambai ho ya ilahabaad  
ho apni jodi zindabad 
ho apni yari zindabad
