Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Sun Le Mere O Rabba - सुन ले मेरे ओ रब्बा मैंने चुन ली महबूबा
sun le mere o rabba maine chun li mehbooba
sun le mere o rabba maine chun li mehbooba
zindagi ki tarah hain woh khubsurat
jo mere dil ki har pal hain jarurat
zindagi ki tarah hain woh khubsurat
jo mere dil ki har pal hain jarurat
jo hain meri pehli mohabbat
sun le mere o rabba maine chun li mehbooba
sun le mere o rabba maine chun li mehbooba

uski aankhon ki dekh chamak
dil jaata hain yaaron dhadak
uski aankhon ki dekh chamak
dil jaata hain yaaron dhadak
saadgi ki woh aisi murat
dil ko bhaati hain bholi surat
woh hain aaisi woh hain waisi
kya kahu main woh hain kaisi
woh hain aaisi woh hain waisi
kya kahu main woh hain kaisi
maano jaise woh ek ajooba
sun le mere o rabba maine chun li mehbooba
sun le mere o rabba maine chun li mehbooba

kehti hain yeh kaliyan sabhi
gungunati hain galiyan sabhi
kehti hain yeh kaliyan sabhi
gungunati hain galiyan sabhi
kaash aisa ho jaaye abhi
paas aa jaaye woh ajnabi
kehta hain dil darta hain dil
suljhe na yeh kaisi mushkil
kehta hain dil darta hain dil
suljhe na yeh kaisi mushkil
aankhon mein uski main dooba
sun le mere o rabba maine chun li mehbooba
sun le mere o rabba maine chun li mehbooba
zindagi ki tarah hain woh khubsurat
jo mere dil ki har pal hain jaroorat
zindagi ki tarah hain woh khubsurat
jo mere dil ki har pal hain jaroorat
jo hain meri pehli mohabbat
sun le mere o rabba maine chun li mehbooba
sun le mere o rabba maine chun li mehbooba
lyrics of song Sun Le Mere O Rabba
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Anjaan (2010)
Mahek Chhal, Kapil Gupta, Aamir Ali Malik, Vipul GuptaApurva Monga, Aumkar Gholap, Kailash Kher, Rajiv Nair, Sunita, VardanAmitabh Varma, Aumkar Gholap, Rahul MehtaViju Shah, Rahul Mehta, Aumkar Gholap, Vikesh MehtaHansal MehtaAnil Bohra, Manohar Kanungo
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type