sun le sara jahan
aazaad hum hai yahan
sun le sara jahan
aazaad hum hai yahan
aazaad hai yeh kadam
aazaad hum dil jawan
toofan uthne lage darmiyaan
apni nigahon mein hai bijlian
rookne na deena yeh dhadkan ki raftar
jab tak hai saasein chale carvan
rookne na deena yeh dhadkan ki raftar
jab tak hai saasein chale carvan
dariyan hai hum ko to behna hai
jo bhool jaye to kehna hai
behkade hum kashtiyan
chalkade hum mastiyan
bikhrade madhoshiyan
banke badal ude banke baarish gire
apni marzi ke hai hum chura lenge aazadi
sun le sara jahan aazaad hum hai yahan
aazaad hai yeh kadam aazaad hum dil jawan
toofan uthne lage darmiyaan
apni nigahon mein hai bijlian
rookne na deena yeh dhadkan ki raftar
jab tak hai saasein chale carvan
yeh jo zamana hai rokega
yuh gunguna tokega
rook jana tu na magar
aise hi to bekabhar
behne ki hai yeh umar
banke badal ude banke barish gire
apni marzi ke hai hum churalenge aazadi
sun le sara jahan aazaad hum hai yahan
aazaad hai yeh kadam aazaad hum dil jawan
toofan uthne lage darmiyaan
apni nigahon mein hai bijlian
rookne na deena yeh dhadkan ki raftar
jab tak hai saasein chale carvan
toofan uthne lage darmiyaan
apni nigahon mein hai bijlian
rookne na deena yeh dhadkan ki raftar
jab tak hai saasein chale carvan
rookne na deena yeh dhadkan ki raftar
jab tak hai saasein chale carvan