sun meri saheli puncho ek paheli 
tu naweli hai to kaisa tera var ho 
chupke se bol kaisa tera var ho 
sun mukh se mai bolun bhed man ka mai kholun 
kabhi jhukha na kisi ke aange sar ho 
randheer baba mera var ho
 randheer baba mera var ho 
chahe saawra ho goraho ya kala ho 
pajhhe jhunjhne mai sabse nirala ho 
jhume bairiyon ke beech matbala ho 
jo bat ko bhi maat dene baala ho 
nele ghode ka sawar ho 
neele ghode ka sawaar ho 
qamar mai qtaar  bhar mera sher babar ho
randheer baba mera var ho 
randheer baba mera var ho  
sun meri saheli puncho ek paheli 
tu naweli hai to kaisa tera var ho 
chupke se bol kaisa tera var ho 
geet gaaye jhankar jiska itihash mai amar ho 
jinhe rajputi shan ki khumari ho 
jinko aan bhi apne pran ki pyari ho 
jiske nain mai pralay ki chingari ho 
jiske chal mai bhouchal ki sawari ho 
aisa veeron ka sardar ho 
aisa veeron ka sardar ho 
randheer baba mera var ho 
randheer baba mera var ho  
sun meri saheli puncho ek paheli 
tu naweli hai to kaisa tera var ho 
chupke se bol kaisa tera var ho 
sun mukh se mai bolun bhed tan ka mai kholun 
kabhi jhuka na kisi ke aange sar ho 
randheer baba mera var ho 
randheer baba mera var ho 
randheer baba mera var ho 
randheer baba mera var ho 
