sun ri sajaniya tere sang duniya
sun ri sajaniya tere sang duniya aise jaise harsu bahar hai
jiya nahi jaye re tere bin haye re tumse hi hamko pyar hai

ho socha kya kabhi ye tune ke mai tera kaun hu
kabhi tune ye socha kya ke tu meri kaun hai
meri duniya me teri tasvir hai bani
teri duniya me meri kabhi bhi na thi kami
khud ko bachaye re hamse chhupaye re aisa karna bekar hai
jiya nahi jaye re hame tadpaye re kyun itna inkar hai
sun ri sajaniya tere sang duniya aise jaise harsu bahar hai
jiya nahi jaye re tere bin haye re tumse hi hamko pyar hai
ho kabse kya hai kyun hai kaise ye pata na tha na hai
par ye jane ham ke tumse jindagi ka nata hai
hamne jo kaha wo tumne sunke bhi nahi suna
par ye tera na sunna bhi kyun hai hamko hai pata
hame aajmaye re samajh na aaye re
aisa karna hi kya pyar hai
jiya nahi jaye re tere liye gaye re tumse hi hamko pyar hai
sun ri sajaniya tere sang duniya aise jaise harsu bahar hai
jiya nahi jaye re tere bin haye re tumse hi hamko pyar hai
its amazing song...nice creation by Ali zafar