sun sun sun sun maanush bhai
sun sun sun sun maanush bhai
sab ke upar tu hi bhakat
tujhme sabki kamaai
sab ke upar tu hi bhakat
tujhme sabki kamaai
sun sun sun sun maanush bhai
tujhme baste hai narayan
tu basta hai narayan mein narayan mein
bol baanware dhundh raha kyu
phir tu dharti aur gagan mein
hari kast sukh narayan mein
naam bandha sukhdaai
sun sun sun sun maanush bhai
sab mein ek lahu ki dhara
sab mein ek saans lahraati
unch neech ki jwala hai
nar narayan ko chali jalari
chali jalari
bhed bhaaw ki kaali badali
maanawta pe chhaai re
sun sun sun sun maanush bhai
jisne tan man mein tukdo se
rachi padi ye sundar kaya
jisne tan man mein tukdo se
rachi padi ye sundar kaya
apne aap bana pathar ka
dekar apni mamta maaya
dekar apni mamta maaya
sabko kiya kamal jagat mein
dekar ke prabhu tali
sun sun sun sun maanush bhai
sun sun sun sun maanush bhai
sab ke upar tu hi bhakat
tujhme sabki kamaai
sab ke upar tu hi bhakat
tujhme sabki kamaai
sun sun sun sun maanush bhai