suna ja suna ja
suna ja koi geet, ae dil suna ja
suna ja koi geet, ae dil suna ja
suna ja suna ja
tasvvur me aaye, khyalo me aaye
tasvvur me aaye, khyalo me aaye
nigaho me aaye, to dil me samaye
hume aazma ja, unhe aazma ja
suna ja suna ja
suna ja koi geet, ae dil suna ja
suna ja suna ja
jaha se nirali, hai halat humari
jaha se nirali
jaha se nirali, hai halat humari
anokhi hai sabse, mohabbat humari
anokhi hai sabse, mohabbat humari
unhe bhi suna ja, hume bhi suna ja
suna ja suna ja
suna ja koi geet, ae dil suna ja
suna ja suna ja
wo najdik bhi hai, bahut dur bhi hai
samjhte hai apna, to majbur bhi hai
wo najdik bhi hai, bahut dur bhi hai
samjhte hai apna, to majbur bhi hai
bata ja unhe, apni halat bata ja
suna ja suna ja
suna ja koi geet, ae dil suna ja
suna ja suna ja
suna ja koi geet, ae dil suna ja
suna ja suna ja
Well said by the learned viewer +jasbongy (Sarla ji); rare gem in real
sense of the word; have listened with all delight and pleasure.
Thank you for nice presentation.