are
ho suna tha kanhaiya
suna tha kanhaiya ki teri bansuri
hai jadu bhari
are main bhi to jara dekhu
ha ha main bhi to jara dekhu
banati hai ye kaise mujhe bawari
kaise mujhe bawari
suna tha kanhaiya
baja baja kar murli
tune kiya hai brij ko pagal
brij ko pagal
suna suna kar taan
gopiyo ka le bhage aanchal
bhage aanchal
raag rang ke din wo ab
to bit gaye murlidhar
raag rang ke din wo ab
to bit gaye murlidhar
aao ab girdhari
aao ab girdhari
sambhalo apna pitambar
sambhalo apna pitambar
haar gaye nari se kaise murari
tana ye degi nagri ho
tana ye degi nagri
suna tha kanhaiya, haye re
teri bansuri, haye haye
hai jadu bhari
are main bhi to jara dekhu
ha main bhi to jara dekhu
banati hai ye kaise mujhe bawari
kaise mujhe bawari
suna tha kanhaiya
haye re kanhaiya
are ha ha ha ha ha
are ha ha ha ha ha
lakh baar tum dukhiyaro ke
pran bachane dhaye, bachane dhaye
are aaj sochlo aan tumhari
samne ye lut jaye
na ye lut jaye
raat aur din sada yaha par
ek nahi hote hai
raat aur din sada yaha par
ek nahi hote hai
baar baar hansne wale
baar baar hansne wale
bhi kabhi kabhi rote hai
yaha kabhi kabhi rote hai
are kahta hai jag sara
jo haye garje
barse nahi wo badri
barse nahi wo badri
suna tha kanhaiya, maine
teri bansuri, haye haye
hai jadu bhari
are main bhi to jara dekhu
ha main bhi to jara dekhu
banati hai ye kaise mujhe bawari
kaise mujhe bawari
suna tha kanhaiya