sunder komal sapno ki
baraat guzar gayi jaana
sunder komal sapno ki
baraat guzar gayi jaana
sunder komal sapno ki
baraat guzar gayi jaana
dhoop aankhon tak aa pohchi hai
raat guzar gayi jaana
raat guzar gayi jaana
sunder komal sapno ki
baraat guzar gayi jaana
bhor samay tak jisne humein
bahum uljaaye rakha
ghor samay tak jisne humein
bahum uljaaye rakha
wo albeli resham jaisi
raat guzar gayi jaana
dhoop aankhon tak aa pohchi hai
raat guzar gayi jaana
raat guzar gayi jaana
sunder komal sapno ki
baraat guzar gayi jaana
sadda ki dekhi raat humein
iss baar mili to chupke se
sadda ki dekhi raat humein
iss baar mili to chupke se
khaali haath pe rakhke kyaa
saugaat guzar gayi jaana
dhoop aankhon tak aa pohchi hai
raat guzar gayi jaana
raat guzar gayi jaana
sunder komal sapno ki
baraat guzar gayi jaana
log na jaane kin raato ki
murade manga karte hain
log na jaane kin raato ki
murade manga karte hai
apni raat to wo jo teri
saath guzar gayi jaana
dhoop aankhon tak aa pohchi hai
raat guzar gayi jaana
raat guzar gayi jaana
sunder komal sapno ki
baraat guzar gayi jaana
So soulful Ghazal so nicely sung by Pankaj Jee. Lyrics are also fabulous.
It touched my Heart. Thanks for sharing so precious Motis.