Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Sune Zamane Ke Taane
4.17 - 6 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Sune Zamane Ke Taane - सुने ज़माने के ताने
aa sune zamane ke tane, hazaro julm sahe
na haal kah sake apana, tadap tadap ke rhe
na sans lene ki mohalat, na sar utahne ki
na sans lene ki mohalat, aji na sar utahne ki
mitake chhodengi gardish hame jamane ki
yun hi huye badnaam, sanwariya tere liye
yun hi huye badnaam, sanwariya tere liye
yun hi huye badnaam, sanwariya
yun hi huye tera intejar nahi

aa aa tadpti mauj ko, milta kabhi karar nahi
nasib hi me hamare, kabhi bahar nahi
yun hi huye badnaam, sanwariya tere liye
yun hi huye badnaam, sanwariya tere liye
yun hi huye badnaam, sanwariya
yun hi huye badnaam, sanwariya tere liye
yun hi huye badnaam, sanwariya tere liye

udake le gayi wo bhi, hawa jamane ki
udake le gayi wo bhi, hawa jamane ki
jara si khak jo, baki thi ashiyane ki
hamari laash pe aana, to dhank lena muh
agar jo kuchh aur nahi rasm hain jamane ki
yun hi huye badnaam, sanwariya tere liye
yun hi huye badnaam, sanwariya tere liye
yun hi huye badnaam, sanwariya
yun hi huye badnaam, sanwariya tere liye
yun hi huye badnaam, sanwariya tere liye
yun hi huye badnaam, sanwariya tere liye
lyrics of song Sune Zamane Ke Taane
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Subah Ka Tara (1954)
Rajshree, Pradeep Kumar, Shakuntala Paranjpye, Naaz, Amirbai Karnataki, V Shantaram, Jayashree Gadkar, Nibalkar, Neelam KothariLata Mangeshkar, Talat MahmoodC RamachandraV ShantaramRaj Kamal (2)Subah Ka Tara at IMDB      Subah Ka Tara at YouTube     |    Subah Ka Tara at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type