suni suni ankhiyon mein nindiya na aaye
har pal uski yaad sataye
tere bina jina ab mahnga pada hai re
suni suni ankhiyon mein nindiya na aaye
har pal uski yaad sataye
tere bina jina ab mahnga pada hai re
umad umad ke aayi re ghata
ye dharti le phir chhayi ye chhata
ghanghor ghor nache mor mor
phir barse baadarwa
umad umad ke aayi re ghata
ye dharti le phir chhayi ye chhata
ghanghor ghor nache mor mor
phir barse baadarwa
umad umad ke aayi re ghata
kale kale baadal aur bijli chamke
meri suni ankhiyon mein aansu chhalke
kale kale baadal aur bijli chamke
meri suni ankhiyon mein aansu chhalke
khoyi khoyi rahti hun yaad mein teri
aaoge to hum tum ab le lenge phere
suni suni ankhiyon mein nindiya na aaye
har pal uski yaad sataye
tere bina jina ab mahnga pada hai re
har pal jhat pat palak chakori
koi aake ab kare dil mera chori
shor shor mein chor chor kare dil ki chori
har pal jhat pat palak chakori
koi aake ab kare dil mera chori
shor shor mein chor chor kare dil ki chori
mere liyesawan ka badho aaye
mere chehre pe udasi chhaye
mere liyesawan ka badho aaye
mere chehre pe udasi chhaye
tere bina jina na mohe bhaye
upar se ye sawan bhi aag lagaye
suni suni ankhiyon mein nindiya na aaye
har pal uski yaad sataye
tere bina jina ab mahnga pada hai re
suni suni ankhiyon mein nindiya na aaye
har pal uski yaad sataye
tere bina jina ab mahnga pada hai re