suni suni lagti hai ye jindagi
apni si lagti hai vo ajnabi
suni suni lagti hai ye jindagi
apni si lagti hai vo ajnabi
aaye meri baho me usko utha lun main
teri in raho me kab se khada hun
suni suni lagti hai ye jindagi
apni si lagti hai vo ajnabi
barish ki bundo se ye badan bhingane lage
mahki in hawao me man mera jhumne laga
lekin tanhai me dil use thunthane laga
aaj suna hai dil mera aaj suni hai raat
aaj suna hai dil mera aaj suni hai raat
usko thunthu kaha kaha rah na jaye ye baat
rah na jaye ye baat
suni suni lagti hai ye jindagi
apni si lagti hai vo ajnabi
unki aankho me jane kaisi chamak hai
unki sanso me kasturi si mahak hai
unki baato me jane kaisa adab hai
chandani sharmayegi in sitaro ki baat kya
chandani sharmayegi in sitaro ki baat kya
vadiya ghbrayengi in baharo ki baat kya
in baharo ki baat kya
suni suni lagti hai ye jindagi
apni si lagti hai vo ajnabi
aaye meri baho me usko utha lun main
teri in raho me kab se khada hun
suni suni lagti hai ye jindagi
apni si lagti hai vo ajnabi