dar maiya ke aake bande
apni dastane gam sunaye ja
sab ki murade puri kare wo
tu naseeb apna aajmaye ja
sun le pukar, sun le pukar
aayi hu main maiya tere darbar
aayi hu main maiya tere darbar
sun le pukar meri pukar
dware pe tere aayi tujhko manane
dware pe tere aayi tujhko manane
sune nahi jate ab to duniya ke tane
sune nahi jate ab to duniya ke tane
kisko sunau jake, kisko batau jake
kisko sunau jake, kisko batau jake
apne jivan ki haar
aayi hu main maiya tere darbar
aayi hu main maiya tere darbar
sun le meri pukar
sahil pe aake meri dubi hai nayiya
sahil pe aake meri dubi hai nayiya
tu hi bacha le aake banke khivaiya
tu hi bacha le aake banke khivaiya
dushman hua jamana mit hua begana
dushman hua jamana mit hua begana
mera ujada sansar
aayi hu main maiya tere darbar
aayi hu main maiya tere darbar
sun le meri pukar
aaj jo tune maiya meri na mani
sare jag me hogi teri badnami
aaj jo tune maiya meri na mani
sare jag me hogi teri badnami
hasti meri mita de mera pyar bacha de
hasti meri mita de mera pyar bacha de
kar de mujhpe upkar
aayi hu main maiya tere darbar
aayi hu main maiya tere darbar
sun le pukar, sun le pukar
sun le pukar, sun le pukar