duniya walo gor se sun na
meri dard kahani samajhao
samajho kya kaheta hai
meri aankh ka paani
suno sunaye aaj tumhe
ek chhoti si kahani
ek baap ki do beti
ek sawari ek gori
jaise champa chamali ho
kabhi na rahe akali ho
suno sunaye aaj tumhe
duniya mein khushi
ki phir ujad gayi
champa ki chamali
haay bichhad gayi
ho ji ho ji ho ji ho
hari bhari bagiya
bikhar gayi nain bichare
ek hamara babu
lamba cot dal ke dole
cot dal ke dole
batan cot ke kabhi na khole
cot ko pehan raat bhar sole
uper se kadwa bole
kaha hai muniya
kaha hai chuniya
bhitar misri ghole
muniya chuniya
tum ho meri duniya
daulat wala himmat vala
muchho wala lala jiski
ucchi hawali ho jaha
hum kabhi aise kheli ho
ho ji ho ji ho ji ho
ek baat thi jo pehalwan
jo bana munim hamara
bana munim hamara laga
ke enak pyara pyara
fira karta hai mara mara
ghar valo ne fikar na ki
haye haye haye
jisko kon jagme nayara
jo ab tak fire kuwara
haye haye haye
dukh saha nahi jaye
haye haye haye
bhaid na khole chup
chup dole hole hole bole
jaise gungava teli ho
ke jiski akal mareli ho
ho ji ho ji ho ji ho
ek hamari behan hai jiske
dil ki ho gayi chori
dil ki ho gayi chori
gale me padi prit ki dori
ab uljhi uljhi gori
baapu man hi man me soche
hat teri ki dat teri ki
gayi hath se chhori
chhupake chhupake
mile chupake is
saiya bada hai kaiya
pade hai is paiya
jab bhi dekhe akali ho
ke dil mein uthe paheli ho
ho ji ho ji ho ji ho
suno sunaye aaj tumhe
ek chhoti si khani
ek baap ki do beti
ek sawari ek gori
jaise champa chamali ho
kabhi na rahe akali ho
ho ji ho ji ho