Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Suno Suno Ki Bahut Dukh Bhara Fasana Hai - सुनो सुनो के बहुत दुःख भरा फसाना है
suno suno ke bahut dukh bhara fasana hai
hamare rone se hansta jamana hai
kasur ye hai ki paida huye garib ke ghar
hamara dil to har ek teer ka nishana hai
tumhare saamne aansu bahaye jate hai
tumhare saamne aansu bahaye jate hai
najar se dil ki kahani sunaye jate hai
najar se dil ki kahani sunaye jate hai

tumhare aish ki buniyaad hai hamara gam
tumhare aish ki buniyaad hai hamara gam
tumhare sukh ke liye dukh uthaye jate hai
tumhare sukh ke liye dukh uthaye jate hai

rangate hai jinke mahlo ko ham apne khun se
rangate hai jinke mahlo ko ham apne khun se
unhi ke gamo ko lekar banaye jate hai
unhi ke gamo ko lekar banaye jate hai
duniya me ab humaari mohare laga hi jaana
hasta hua savera ab to hai aane waala
duniya me ab humaari mohare laga hi jaana
hasta hua savera ab to hai aane waala
hum apne soye dil ko jagaaye jaate hai
hum apne soye dil ko jagaaye jaate hai
jagaaye jaate hai, jagaaye jaate hai
lyrics of song Suno Suno Ki Bahut Dukh Bhara Fasana Hai
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Zameen Aasmaan (1946)
Kalyani Das, Jagmohan, Hemant KumarFaiyyaz HashmiKamal DasguptaDwarka KhoslaZameen Aasmaan at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type