koi aa raha koi jaa raha
koi jaa raha koi aa raha
sunte hi rehte hain hum to zamaane me
aisa koi vaisa kahi ja raha hain
kal jo saath the, pal mein wo nahi hai
milte hi rehte hain
hum to har manzil mein
basti nayi hasti se jaha jaa rahe hai
kitne tan ke kaise ban ke
kaisa ye safar dil bada besabar
ye na jaane ye na maane
ye hai bekhabar ki mein to
tanhayi mein tanha rehke pyaar samjha hun
dur rehke paas rehna yaar samjha hun
khoye hain sab kaha ye akela jahan
jitna hai utne mein
main to khush rehta hun
paana aur khona jaanta nahi
paake kya kare khoke sab mile
gir ke sambhalta hun
phir bhi kuch karta hun
deri aur duri main sochta nahi
deri hi sahi duri to nahi
jaisa bhi safar dil bada besabar
ye na jaane ye na maane
ye hai bekhabar ki main to
doston ke saath bhi anjaan rehta hun
raasto mein har kahin pehchaan rakhta hun
hai yahan se wahan ye kisi ka jahan
sun le dil ki sadaa, dil ki sadaa sun le
dil ki sadaa, dil ki sadaa sun le
dil ki sadaa sun le, dil ki sadaa sun le
dil ki sadaa sun le
koi aa raha koi jaa raha
koi jaa raha koi aa raha
aksar ye dekha hai yun koi thaharta hai
jaise ruka koi haar ke kahin
haare vo gire, jeete vo chale
bahtar wo rasta hai jisme dil basta hai
aise kinare bhi mile hai kahin
i love you lucky bhai... i am sure whatever u sung it is your perspective
about world. why i started listening your song bcos whatever u think. it is
similar to mine. i wish to meet u one day at any cost.