sur mile hai gul khile hai, masti me jhume mera dil
kya nazare hai kya ishare hai
aankho ke aage hai manzil
sur mile hai gul khile hai, masti me jhume mera dil
kya nazare hai kya ishare hai
aankho ke aage hai manzil
ham kahan aa gae, ham kahan aa gae
ho sur mile hai gul khile hai, masti me jhume mera dil
kya nazare hai kya ishare hai
aankho ke aage hai manzil
bhavaro ne kaliyo se kaha, mausam zara hai badgumaa ho
o dulhan bani hai ye zami, kitna suhana hai sama o
sanso ka gana chhedo, koi fasana chhedo
sanso ka gana chhedo, koi fasana chhedo
koi tarana chhedo haan
ham kahan aa gae, ham kahan aa gae
ho sur mile hai gul khile hai, masti me jhume mera dil
kya nazare hai kya ishare hai
aankho ke aage hai manzil
haa sathi jo koi sang ho, chalne kaa aata hai maza o
tanha guzare jo koi, ye zidgani hai saza
o yado ke rele honge, he vado ke mele honge
yado ke rele honge, he vado ke mele honge
ham na akele honge haan
ham kahan aa gae, ham kahan aa gae
sinduri sham ho gai, panchhi gharo ko chal pade haan
dariya ki mauje hai thamin, panghat ke khali hai ghade
o shabnam ki pyali pyali, pedo ki dali dali
shabnam ki pyali pyali, pedo ki dali dali
gae koyaliya kali haan
ham kahan aa gae, ham kahan aa gae
ho sur mile hai gul khile hai, masti me jhume mera dil
kya nazare hai kya ishare hai
aankho ke aage hai manzil
he aankho ke aage hai manzil
aankho ke aage hai manzil
aankho ke aage hai manzil
he aankho ke aage hai manzil, manzil
aankho ke aage hai manzil
Thanks a lot for uploading this...made my day...thanks..