suramai shaam is tarah aaye
suramai shaam is tarah aaye
saans lete hain jis tarah saaye
suramai shaam is tarah aaye
saans lete hain jis tarah saaye
suramai shaam
koi aahat nahi badan ki kahi
phir bhi lagta hai tu yahi hai kahi
koi aahat nahi badan ki kahi
phir bhi lagta hai tu yahi hai kahi
waqt jata sunai deta hai
tera saya dikhai deta hai
jaise khushbu nazar se chhu jaye
jaise khushbu nazar se chhu jaye
saans lete hain jis tarah saaye
suramai shaam
din ka jo bhi pahar guzarta hai
koi ahsaan sa utarta hai
din ka jo bhi pahar guzarta hai
koi ahsaan sa utarta hai
waqt ke panw dekhta hun main
roz ye chaw dekhta hun main
aaye jaise koi khayal aaye
aaye jaise koi khayal aaye
saans lete hain jis tarah saaye
suramai shaam is tarah aaye
saans lete hain jis tarah saaye
suramai shaam
saanjh dhale gagan tale
saanjh dhale gagan tale hum kitne ekaaki
chhod chale naino ko kirno ke pankhi me
saanjh dhale gagan tale hum kitne ekaaki
patti ki jaali se jhank rahi thi kaliya
patti ki jaali se jhank rahi thi kaliya
gandh bhari gungun me magan hui thi kaliya
itne me itni dasha sapni le naino me
kaliyo ke aansu ka koi nahi saathi
chhod chale naino ko kirno ke pankhi me
saanjh dhale gagan tale hum kitne ekaaki
jugnu ka pat odhe aayegi raat abhi
jugnu ka pat odhe aayegi raat abhi
nishgandha ke surme kah degi baat sabhi
nishgandha ke surme kah degi baat sabhi
kapta hai manze se daali ambva ki
chhod chale naino ko kirno ke pankhi me
saanjh dhale gagan tale hum kitne ekaaki
saanjh dhale gagan tale hum kitne ekaaki

A most beautiful song in Suresh Wadkar's beautiful voice ! Gulzar's
imaginative ability is evident in pretty much all his poetry, here one gets
bowled over by lines such as "Jaise khushbu nazar se chhoo jaaye, saans
lete hain jis tarah saaye", "Din ka jo bhi peher guzarta hai, koi ehsaan
saa utarta hai, waqt ke paanv dekhta hun main, roz ye chhaanv dekhta hun
main". A beautiful composition by Hridaynath Mangeshkar for this poetry, as
expected by the maestro, and what a wonderful, wonderful rendition by this
singer who also is a humble man. One round of listening is never enough.
Thanks for the post.