Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Surmai Andhera Hai Ye Bhi To Tumhara Hai
4.00 - 2 votes
Mujra Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Surmai Andhera Hai Ye Bhi To Tumhara Hai - सुरमई अँधेरा है ये भी तो तुम्हारा है
surmai andhera hai ye bhi to tumhara hai
champai ujala hai wo bhi to tumhara hai
mere badan ke mahke chaman ka
har phul tumhara hai tumhara hai
surmai andhera hai ye bhi to tumhara hai
champai ujala hai wo bhi to tumhara hai

sharbati aankho ka ras jiske liye hai ha ha kiske liye hai
hai wo mere sawre jiske liye hai jiske liye hai
maine har mod pe usko hi pukara hai pukara hai
surmai andhera hai ye bhi to tumhara hai
champai ujala hai wo bhi to tumhara hai

rahe uski baho me kho jau kho jau baho me kho jau
abhi se abhi se mai uski uski mai ho jau
ho jau uski mai ho jau
lekin intzar ka khel bada pyara hai bada pyara hai
surmai andhera hai ye bhi to tumhara hai
champai ujala hai wo bhi to tumhara hai

dil betab ye kahdo yu na machle ke na machle
dil betab ye kahdo yu na machle
kuch der or abhi sambhle abhi sambhle
bhigi hui rat ka bhi to yahi isara hai
surmai andhera hai ye bhi to tumhara hai
champai ujala hai wo bhi to tumhara hai
mere badan ke mahke chaman ka
har phul tumhara hai tumhara hai
surmai andhera hai ye bhi to tumhara hai
champai ujala hai wo bhi to tumhara hai
lyrics of song Surmai Andhera Hai Ye Bhi To Tumhara Hai
Comments on song "Surmai Andhera Hai Ye Bhi To Tumhara Hai"
TUFAIL HEERA on Wednesday, September 28, 2011
Excellent & Superb Song, thank you so much for upload.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Pati Parmeshwar (1989)
Dimple Kapadia, Shekhar Suman, Amala, Sudha Chandran, Rajesh Puri, Alok Nath, Viju KhoteAnuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy, Anup JalotaRajendra KrishanLaxmikant, PyarelalMadan JoshiR K NayyarPati Parmeshwar at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type