swarg ke jaisa rup hai tera
pariyon jaisi baat teri
swarg ke jaisa rup hai tera
pariyon jaisi baat teri
swarg ke jaisa rup hai tera
pariyon jaisi baat teri
subah teri hai, shaam teri hai
subah teri hai shaam teri hai
din hai tera raat teri
tune kaha jo kehta ja
acchi lagti har baat teri
swarg ke jaisa rup hai tera
pariyon jaisi baat teri
suraj hi se chaand hai roshan
warna chaand ki kya mehfil
ho suraj hi se chaand hai roshan
warna chaand ki kya mehfil
tujhse hi to husn hai mera
warna hun main kis kaabil
palko me tu, naino me tu
palko me tu, naino me tu
chitvan me hai tu hi tu
swarg ke jaisa rup hai tera
pariyon jaisi baat teri
paanv nahi padte hai zami par
sajna sun ke baat teri
tujhse parwat, tujhse sagar
tujhse taaro ki jhilmil
ho tujhse parwat, tujhse sagar
tujhse taaro ki jhilmil
tujhse dharti, tujhse ambar
tujhse jag ki har mehfil
jharno me tu, jheelo me tu
jharno me tu, jheelo me tu
madhuvan me hai tu hi tu
swarg ke jaisa rup hai tera
pariyon jaisi baat teri
tune kaha jo kehta ja
acchi lagti har baat teri
subah teri hai, shaam teri hai
subah teri hai shaam teri hai
din hai tera raat teri
swarg ke jaisa rup hai tera
pariyon jaisi baat teri
are tune kaha jo kehta ja
acchi lagti har baat teri