koi kahta hai tujhe jane jigar, jane gazal

tere aashiq ne tujhe naam diya tajmahal

tu wahi raah hai, jise har koi pana chahe
tere daman se lipatna ye diwana chahe

khile hai gul, jaha har pal
wo tera hi ghar hai
khile hai gul, jaha har pal
wo tera hi ghar hai
jaha khushbu ki hai barsat, wo tera dar hai
jaha khushbu ki hai barsat, wo tera dar hai
koi kahta hai tujhe jane jigar, jane gazal
koi kahta hai tujhe jane jigar, jane gazal
tere aashiq ne tujhe naam diya tajmahal
tere aashiq ne tujhe naam diya tajmahal
tere chehre me mujhe chand najar aata hai
teri aankho me hasi khaab najar aata hai

waqt katta nahi, chalta nahi, yaade kaisi

teri baaho me mili raahe baharo jaisi
teri baaho me mili raahe baharo jaisi
koi kahta hai tujhe jane jigar, jane gazal
koi kahta hai tujhe jane jigar, jane gazal
tere aashiq ne tujhe naam diya tajmahal
tere aashiq ne tujhe naam diya tajmahal
dil dhalta, tere aane se ujala hota
jhuth kahte hai sabhi, chand me koi daag hota

nahi socha tha kabhi, mujhko milegi aisi

ek mumtaz mere yaar, haqiqat jaisi