tar hilne lage khambe gadne lage
tar hilne lage khambe gadne lage
bijli wala na aaye to mai kya karu
bijli wala na aaye to mai kya karu
bekarari meri had se badhne lgi
dil na mane to mai kya karu
tar hilne lage khambe gadne lage
bijli wala na aaye to mai kya karu
bijli wala na aaye to mai kya karu
jara si ahat ho to mera dil chok uthe use
ab dekhe bina kahi na chain mile
jara si ahat ho to mera dil chok uthe use
ab dekhe bina kahi na chain mile
kabhi darwaja dekhu kabhi khidki se jhaku
bacha ke sabki najar suni suni rahe
taku ye jawani jalebi pe bas na chale
pyas badti hi jaye to mai kya karu
tar hilne lage khambe gadne lage
bijli wala na aaye to mai kya karu
bijli wala na aaye to mai kya karu
ishare dil ke mere wo samjh pata nahi
karu mai lakh jatan wo pas aata nahi
ishare dil ke mere wo samjh pata nahi
karu mai lakh jatan wo pas aata nahi
bada sharmila hai wo bada sharmata
hai wo kabhi kabhi mile bhi to
bada ghabrata hai wo uski masumiyat uska ye bholapan
mere dil pe rijhaye to mai kya karu
tar hilne lage khambe gadne lage
bijli wala na aaye to mai kya karu
bijli wala na aaye to mai kya karu
rat din piche padi chede mujhe ghadi
ghadi jau to jau kaha haye muskil hai badi
rat din piche padi chede mujhe ghadi
ghadi jau to jau kaha haye muskil hai badi
ranjhe ki heer hai ye majnu ki laila yahi
mere takdir se padosan hai mujhko mili
maine iske liye dhundhe dulhe kayi
ye na shadi rachaye to mai kya karu
ye na shadi rachaye to mai kya karu
shadi karne ko to kab se tyar hu
ye na barat laye to mai kya karu
ye na barat laye to mai kya karu
iski gustakhiya had se badhne lagi
ye na mane manaye to mai kya karu
tar hilne lage khambe gadne lage
bijli wala na aaye to mai kya karu
bijli wala na aaye to mai kya karu