tarao se bhari huyi ho raat
saajan bhi ho mere sath
main unse ruthu wo mujhe manaye
kaise maje ki ho baat
taaro se bhari huyi ho raat
saajan bhi ho mere sath
main unse ruthu wo mujhe manaye
kaise maje ki ho baat
kisse kahu re man ki batiya
katti nahi hai mujhse ratiya
aa kisse kahu re man ki batiya
katti nahi hai mujhse ratiya
luk chhup jaao ab na tadpao
roti hai nis din ankhiya
kaun sune re man ki baat
sajan bhi ho mere sath
main unse ruthu wo mujhe manaye
kaise maje ki ho baat
taaro se bhari huyi ho raat
saajan bhi ho mere sath
main unse ruthu wo mujhe manaye
kaise maje ki ho baat
chandni raat suhani
nikhri huyi hai jawani
chandni raat suhani
nikhri huyi hai jawani
dil na mane zid hi thane
tadpaye yaad purani
aankho me hai barsat
sajan bhi ho mere sath
main unse ruthu wo mujhe manaye
kaise maje ki ho baat
taaro se bhari huyi ho raat
saajan bhi ho mere sath
main unse ruthu wo mujhe manaye
kaise maje ki ho baat
Only place where Manorama is credited with 2 songs is Sherdil-1954..one
solo and one duet but I have never found any song from that film. There was
another Sherdil by C Ramchandra in the '60s...thanks for the upload.