abhi abhi in dino begana hai gum
hoti jati hai tabiyat in dino
begana gum hoti jati hai
mere hisse ki goya
har khushi gum hoti jati hai
tabiyat in dino
begana hai gum hoti jati hai
kayamat kya hai usne to
aalm hoti jati hai
kayamat kya hai usne to
aalm hoti jati hai
ki mehfil to wahi hai
dil kashi gum hoti jati hai
ki mehfil to wahi hai
dil kashi gum hoti jati hai
wahi hai shahiba shakir
magr dil bujhta jata hai
wahi hai shahiba shakir
magr dil bujhta jata hai
wahi hai shama lekin
roshni kam hoti jati hai
wahi hai shama lekin
roshni kam hoti jati hai
wahi hai zindahi lekin
jigar ye hal hai apna
wahi hai zindahi lekin
jigar ye hal hai apna
ki jaise zindagi se
zindagi kam hoti jati hai
ki jaise zindagi se
zindagi kam hoti jati hai
abhi abhi in dino begana hai gum
hoti jati hai tabiyat in dino
begana gum hoti jati hai
mere hisse ki goya
har khushi gum hoti jati hai
For years I have listened to this beautiful piece of poetry and the end is
always the same. A few more tears at the end of this two minute rendition.