ishk ki jinda nishani hai ye 
sadiyo purani kahani hai ye 
tajmahal ki bajubani hai ye 
kahani hai ye nishani hai ye 
ishk ki jinda nishani hai ye 
sadiyo purani kahani hai ye 
tajmahal ki bajubani hai ye 
kahani hai ye nishani hai ye 
dil se aake ek dil mila 
allah ka karam hi to tha 
ek duje mein hi pa liya 
un do dilo ne apna khuda 
khushnuma ye dono jahan 
kya jamin kya aasma 
ishk ki jinda nishani hai ye 
sadiyo purani kahani hai ye 
tajmahal ki bajubani hai ye 
kahani hai ye nishani hai ye 
uski aankhon mein vo nur tha 
bebas mohabbat mein chur tha 
hur jaisi us mahajabi ke 
husn ka hi ye kasur tha 
us mukadas ishk ka 
tha gajab ka silsila 
ishk ki jinda nishani hai ye 
sadiyo purani kahani hai ye 
tajmahal ki bajubani hai ye 
kahani hai ye nishani hai ye 
rahe ulfat mein kahi 
ek humsafar yu bichhad gya 
usne apni bujhati hui 
roushan sama se vada kiya 
intehan mein pyaar ki 
ek ajuba bana diya
 
SIMPLY GREAT!!. HYNOTIZING.!!!!.