tanhaayi
mere sapne mere, waade tere liye hain
mere dil ki har, dhadakan tere liye hai
tu zara sang chal to sahi
kyun ban gaye ho tum ajnabi
o gar tham jaye dil mera
kabhi dekhe pyaar se tu kabhi
tanhaai tanhaai, phir aayi phir aayi
aankhen meri teri yaadon se
bhar aayi bhar aayi
zamane ki parwaah, mujhe nahi hai
pyaar karne wale, darte nahin hai
bin tere koi aur, bhaata nahi hai
chain mujhko tere, siwa aata nahi hai
khata kya mujhse ho gayi
jal gaye sapno, ke ghar sabhi
in aankho ke, aansu hi sahara the
bichhad gaye wo bhi ab kahin
tanhaai tanhaai, phir aayi phir aayi
aankhen meri teri yaadon se
bhar aayi bhar aayi
laut aao tum phir se, dil kahe dil kahe
sun kitne sitam, dil yeh ab sahe
khata kya mujhse ho gayi
jo jal gaye sapno, ke ghar sabhi
barish me bhi, jata hun main
jab aansu mere, chhupte hi nahi
tanhaai tanhaai, phir aayi phir aayi
aankhen meri teri yaadon se
bhar aayi bhar aayi
o tanhaai tanhaai tanhaai
aankhen meri teri yaadon se
bhar aayi bhar aayi
bhar aayi bhar aayi