tanhayi me palko ko bhigoya nahi karte 
tanhayi me palko ko bhigoya nahi karte 
hum wo jo kisi haal me roya nahi karte 
hum wo jo kisi haal me roya nahi karte 
tanhayi me palko ko bhigoya nahi karte 
aankho se liya karte hai hum kaam juwa ka 
aankho se liya karte hai hum kaam juwa ka 
har baat ko labjo me piroya nahi karte 
har baat ko labjo me piroya nahi karte 
hum wo jo kisi haal me roya nahi karte 
tanhayi me palko ko bhigoya nahi karte 
hatho ki lakiro ko khuda manne wale 
hatho ki lakiro ko khuda manne wale 
jo paas hai usko kabhi khoya nahi karte 
jo paas hai usko kabhi khoya nahi karte 
hum wo jo kisi haal me roya nahi karte 
tanhayi me palko ko bhigoya nahi karte 
suraj kabhi palko pe sajaya nahi jata 
suraj kabhi palko pe sajaya nahi jata 
gam bojh ho to fir use dhoya nahi jata 
gam bojh ho to fir use dhoya nahi jata 
hum wo jo kisi haal me roya nahi karte 
tanhayi me palko ko bhigoya nahi karte