taqdir ne luta mujhe taqdir ne luta
manjil pe lake pyar ne begana kar diya
taqdir ne luta mujhe taqdir ne luta
manjil pe lake pyar ne begana kar diya
lakho hi sahe sitm humne
gam bhi utahye gam bhi utahye
rote hai dil hi dil me sanam
dard chhupaye dard chhupaye
aabad hai gam se meri aabad hai duniya
ek bewafa ke pyar ne diwana kar diya
taqdir ne luta mujhe taqdir ne luta
manjil pe lake pyar ne begana kar diya
kya kya thi tamnaye jo hum leke chale hai
kya kya thi tamnaye jo hum leke chale hai
dil kya ab jaan bhi deke chale hai
ha jaan deke chale hai
fariyad hai gam ki mere fariyad hai duniya
chhoti si bat thi jise afsana kar diya
taqdir ne luta mujhe taqdir ne luta
manjil pe lake pyar ne begana kar diya
hum khud hi taposayat bane ulfat ko basake
rote hai ashqo ko sine se laga ke
lo pyar bhi ab chal diya nazro ko bachake
haye nazro ko bachake
mashad hai gam se meri mashad hai duniya
ek dil tha jisko pahle hi nazrana kar diya
taqdir ne luta mujhe taqdir ne luta
manjil pe lake pyar ne begana kar diya
Unique with distinction and beautiful one by Geeta Dutt. Thank you.