Video of this song from youtube
Average Rating : 4.52
Total Vote(s) : 54
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.


Lyrics of Taron Ki Zuban Par Hai Muhabbat Ki Kahani - तारों की ज़ुबाँ पर है मुहब्बत की कहानी
taaro ki jubaan par hai muhabbat ki kahani
ae chand mubarak ho tujhe raat suhani
taaro ki jubaan par hai muhabbat ki kahani
ae chand mubarak ho tujhe raat suhani

kahte hain jise chandni hai nur-e-muhabbat
kahte hain jise chandni hai nur-e-muhabbat
taaro se sunehari hai hamesha teri kismat
ja jaake palat aati hai phir teri jawani
ae chand mubarak ho tujhe raat suhani

chhaya hua duniya pe muhabbat ka asar hai
chhaya hua duniya pe muhabbat ka asar hai
kahte hain jise chand mera dag-e-jigar hai
kahte hain jise chand mera dag-e-jigar hai
taaro se kaha karta hai ye dil ki kahani
ae chand mubarak ho tujhe raat suhani

ham ho na ho duniya yun hi aabaad rahegi
ham ho na ho duniya yun hi aabaad rahegi
ye thandi hava aur ye fija yaad rahegi
ye thandi hava aur ye fija yaad rahegi
rah jayegi duniya mein muhabbat ki nishani
ae chand mubarak ho tujhe raat suhani
lyrics of song Taron Ki Zuban Par Hai Muhabbat Ki Kahani
Comments on song "Taron Ki Zuban Par Hai Muhabbat Ki Kahani"
P Vijay on Sunday, September 22, 2013
Oh, my god! What to say? . Heart stops when the song starts and eyes close
to concentrate to the lyrics and the way musics is weaved in to these rare
words of the song that sound so sweet even after 60 years of its
composition. हम हो न हो दुनिया यूँ ही आबाद रहेगी - ये ठण्डी हवा और ये फ़िज़ा
याद रहेगी - रह जाएगी दुनिया में मुहब्बत की निशानी - Beautiful words by
Parvez Shamsi and incomparable music by C. Ramchandra. All the composers
and song writers of today would not come out with such a beauty
Manoj Kumar on Wednesday, May 06, 2015
Hahahaha Rafi saab.'ham hon na hon duniya yun hi aabad
rahegi'.hahaha rafi saab khuda ki is aawaz ke jaane se duniya to
barbad ho chuki hai. na jaane kahan chali gayi hai ye aawaz.. wo
daur hi chala gaya, lekin is geet k sunne waalon ko main manoj kumar batana
chahta hoon, ki ham hon na hon duniya yun hi badalti rahegi.par ye aawaz
ek din phir se janm legi...aur log sirf aur sirf sunenge...aur iss aawaz
ki roomaniyat mein kho jaayenge.ye mera poorn vishwash hai.aur taaron
ki juban bhi yahi kahti hai...kyonki ye khuda ki aawaz thi.aur un
sangeetkaron ne iss aawaz ko bakhoobi pahchana
rumahale on Tuesday, September 24, 2013
Well said as being soul lifting and as the one destined to live for ever;
it is our experience as well, as it is being listened with great interest
and undying spirit even after 56 years. Thank you for liking and wonderful
comments in appreciation of the song.
Nayyar Kamal on Friday, May 31, 2013
A pleasant stary moonlit night filled in fragrance n 2 lovers r making love
with each other stealing the most lovely joyful n erotic moments of
Life.One of the enchanting duets byCR LATA-RAFI n well written by Shamsi.
rumahale on Tuesday, September 24, 2013
You have described it so vividly various aspects of the song; it is again
nice experience to read it, just as listening of the song. Thank you for
liking and wonderful comments.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Nausherwan-E-Adil (1957)
Raaj Kumar, Mala Sinha, Sohrab Modi, Naseem Banoo, Bipin Gupta, Murad, Shammi, Agha, Niranajan Sharma, Amir BanoLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Asha Bhosle, Zohrabai Ambalewali, ChandbalaParvez ShamsiC RamchandraSohrab ModiNausherwan-E-Adil at IMDB      Nausherwan-E-Adil at YouTube     |    Nausherwan-E-Adil at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type