hum wo diwane hai
hum wo diwane hai jo taja hawa lete hai
hum wo diwane hai jo taja hawa lete hai
khidkiya khol ke mausam ka maja lete hai
khidkiya khol ke mausam ka maja lete hai
khidkiya khol ke mausam ka maja lete hai
hum wo diwane hai
hamko us waqt najar taj mahal aata hai
sach bata aye meri bholi bhali
tu hai kis desh ki rahne wali
tera chokash marathi badan hai
raj puti tera bak pan hai
julf bangal ki kali kali
nagna aasam ki tujhme payi
dekhne ki ada hai bihari
udisa ki hai tujhme khumari
aandhra ke namak me dhali hai
or kashmir ki tu kali hai
lakhnau jaisi hai tujhme najakat
madhya pardesh ki hai shararat
sadgi tujhme madrash ki hai
khusbu maisur ki san dili hai
bholapan tujhme gujrat ka hai
kerla ka tu roshan diya hai
tune payi hai goa ki masti
tujhme punjab ki tand rushti
dil ki dilli teri raj dhani
dil ki dilli teri raj dhani
sari dunia teri hai diwani
sari dunia teri hai diwani
sari dunia teri hai diwani
hamko us waqt nazar taj mahal aata hai
hamko us waqt nazar taj mahal aata hai
jab wo angdayi ko
jab wo angdayi ko hath apna utha lete hai
jab wo angdayi ko hath apna utha lete hai
khidkiya khol ke mausam ka maja lete hai
khidkiya khol ke mausam ka maja lete hai
khidkiya khol ke mausam ka maja lete hai
hum wo diwane hai